Allah ye kaisa manzar hai
Yeh KaunsiMastoora Hai, Kya Maang RahiHai. Islam KiKhidmat Ka Silaa Maang Rahi Hai.
Har Saahib-e-Ghairat Se Ridaa Maang Rahi Hai,Pardes Mai Marne Ki Dua Maang RahiHai.
Afsurda Hai Aflaaq Siyaah-a-boshZamin Hai, Jibreel Zara Dekh Yeh Zainab TohNahi Hai.
Allah,Allah Yeh Kaisa Manzar Hai x 2
Beparda Shaamiyon Mai x 2, Aulaade Payamber Hai
Allah,Allah Yeh Kaisa Manzar Hai x 2
1. Nidaa De Raha Hai Ye HasskarManaadi,
AyLogo Gharo Se Nikal Aao Jaldi,
Sazaae Do Inko Yeh BaaghiHai Baaghi,
Bajhte Hai Shaadiyane x 2, Har Haath Mai PathharHai
Allah,Allah Yeh Kaisa Manzar Hai x 2
2. Kahaan Khauf Khaata, HaiZaalim Kisi Se,
Bulaata Hai Ik Ik,Ko WohNaam Leke,
Har Ik Bibi Chhupti HaiZainab Ke Pichhe,
Khud Ko Chhupaaye Zainab x 2, Fizza Ki Pusht Par Hai
Allah,Allah Yeh Kaisa Manzar Hai x 2
3. Bataata Hai Shimr AakeKhud Shaamiyon Ko,
Ke Kaata Hai Mai Ne Issi Se Saro Ko,
Dikhaata Hai Lehraake PhirBibiyon Ko,
Haatho Mai Uss ShaqiKe x 2, Ik Khun Bhara KhanjarHai
Allah,Allah Yeh Kaisa Manzar Hai x 2
4. Huwa Hai Asar ItnaBinaaiyon Par,
Ajab KashmakashMai Hai Asgher Ki Maadar,
Har Ik Neza Bardaar KePaas Jaakar,
Roroke Puchhti Hai x 2, Kya Ye Mera AsgherHai
Allah,Allah Yeh Kaisa Manzar Hai x 2
5. Aseero Pe Kaisi MusibatBani Hai,
Har Ik Bibi Bazaar Mai Dhundhti Hai,
Sakina Kahin Bheer Mai Khogayi Hai,
Mehshar Se Pehle Barpaa x 2, Bazaar Mai Mehshar Hai
Allah,Allah Yeh Kaisa Manzar Hai x 2
6. Qayamat Mai Kaisi Qayamat HaiBarpaa,
Taqallum Hai Godi Mai AsgherKa Laasha,
Adalat Mai Khaaliq Ki AatiHai Zehra,
Nazre Jhuki Hai Sabkix 2, Nabiyon Ke Labon Par Hai
Allah,Allah Yeh Kaisa Manzar Hai x 2Allah ye kaisa manzar hai
Yeh KaunsiMastoora Hai, Kya Maang RahiHai. Islam KiKhidmat Ka Silaa Maang Rahi Hai.
Har Saahib-e-Ghairat Se Ridaa Maang Rahi Hai,Pardes Mai Marne Ki Dua Maang RahiHai.
Afsurda Hai Aflaaq Siyaah-a-boshZamin Hai, Jibreel Zara Dekh Yeh Zainab TohNahi Hai.
Allah,Allah Yeh Kaisa Manzar Hai x 2
Beparda Shaamiyon Mai x 2, Aulaade Payamber Hai
Allah,Allah Yeh Kaisa Manzar Hai x 2
1. Nidaa De Raha Hai Ye HasskarManaadi,
AyLogo Gharo Se Nikal Aao Jaldi,
Sazaae Do Inko Yeh BaaghiHai Baaghi,
Bajhte Hai Shaadiyane x 2, Har Haath Mai PathharHai
Allah,Allah Yeh Kaisa Manzar Hai x 2
2. Kahaan Khauf Khaata, HaiZaalim Kisi Se,
Bulaata Hai Ik Ik,Ko WohNaam Leke,
Har Ik Bibi Chhupti HaiZainab Ke Pichhe,
Khud Ko Chhupaaye Zainab x 2, Fizza Ki Pusht Par Hai
Allah,Allah Yeh Kaisa Manzar Hai x 2
3. Bataata Hai Shimr AakeKhud Shaamiyon Ko,
Ke Kaata Hai Mai Ne Issi Se Saro Ko,
Dikhaata Hai Lehraake PhirBibiyon Ko,
Haatho Mai Uss ShaqiKe x 2, Ik Khun Bhara KhanjarHai
Allah,Allah Yeh Kaisa Manzar Hai x 2
4. Huwa Hai Asar ItnaBinaaiyon Par,
Ajab KashmakashMai Hai Asgher Ki Maadar,
Har Ik Neza Bardaar KePaas Jaakar,
Roroke Puchhti Hai x 2, Kya Ye Mera AsgherHai
Allah,Allah Yeh Kaisa Manzar Hai x 2
5. Aseero Pe Kaisi MusibatBani Hai,
Har Ik Bibi Bazaar Mai Dhundhti Hai,
Sakina Kahin Bheer Mai Khogayi Hai,
Mehshar Se Pehle Barpaa x 2, Bazaar Mai Mehshar Hai
Allah,Allah Yeh Kaisa Manzar Hai x 2
6. Qayamat Mai Kaisi Qayamat HaiBarpaa,
Taqallum Hai Godi Mai AsgherKa Laasha,
Adalat Mai Khaaliq Ki AatiHai Zehra,
Nazre Jhuki Hai Sabkix 2, Nabiyon Ke Labon Par Hai
Allah,Allah Yeh Kaisa Manzar Hai x 2ay auno-mohamad ay auno-mohamad
shabbir ka tum sadqa ho ab qaime may beta
tum laut kar na aana ay auno-mohamad
hai maa ko yaqeen tum maa ki baat rakhoge
ye yaad rahe qaimo may hai pyase bache
darya pe agar jaana ho seh roz ke pyaso
tum pyas na bujhana ay auno-mohamad
ay auno....
har haal may tum par laazim hai shukr khuda ka
ay shehzado hai sabr tumhara virsa
farzand ho tum zainab ke shikwa nahi karna
jab zakhm koi khana ay auno-mohamad
ay auno....
kab humpe sitam karne ke liye aaye hai
yeh badro ohad ke badle ke liye aaye hai
laazim hai razaz se pehle maidan may tum par
madhe ali sunana ay auno-mohamad
ay auno....
jab saans tumhari bachon ho ukharne wali
us waqt sirhane aayengi madar meri
dil ki ye mere khwahish hai us dam meri maa se
zakhmon ko tum chupana ay auno-mohamad
ay auno....
khaatil pe karam nana ki tarha kar dena
yun laaj mere bhai ke naam ki rakhna
jo waasta de bhai ka maidan pe us par
tum taygh na chalana ay auno-mohamad
ay auno....
jab laashe uthaakar qaime may laaye sarwar
zainab ye boli askhon ko apne chupakar
mai bhi na tumhe ro-ungi aur mere liye bhi
aansu na tum bahana ay auno-mohamad
ay auno....
taazeem ki khaatir kyun ut-thay nahi ab beta
dekho to sirhane aaye hai mere bhaiya
jaago mere shehzado kya bhoolgaye ho
qadmo pe sar jhukana ay auno-mohamad
ay auno....
shabash mere bachon hoo mai tumse raazi
yeh kehke takallum khamosh huvi shahzadi
naizo pe safar karke hamraah hamaare
tumko hai shaam jaana ay auno-mohamad
ay auno....
Bohot der lagi
Qabr AsgherKi, Banaane Mai, Bohot Der Lagix 2
Sheh Ko Ik ChaandChhupaane Mai, Bohot Der Lagi
1. Kuch Qadam Door Hai Bazaar Se, Darbaar Magar, x 2
Phir Bhi Shehzaadi KoAane Mai, Bohot Der Lagi
QabrAsgher Ki, Banaane Mai, Bohot Der Lagi
2. Sheh Ne Har Laash KoJaldi Se, Uthaaya Laikin, x 2
Laashe Akber Ki UthaaneMai, Bohot Der Lagi
QabrAsgher Ki, Banaane Mai, Bohot Der Lagi
3. Tukre Chunte Huwe QasimKe, Kahaa Maula Ne, x 2
Haaye Afsos Ke AaneMai, Bohot Der Lagi
QabrAsgher Ki, Banaane Mai, Bohot Der Lagi
4. Iss Qadar Pyaas Se Sukha Tha, Gulu-e-Sarwar, x 2
Shimr Ko Tegh Chalaane Mai, Bohot Der Lagi
QabrAsgher Ki, Banaane Mai, Bohot Der Lagi
5. Karbala Jaake Taqallum Ne, Yehi Puchha Tha, x 2
Mujhko Sarkaar Bulaane Mai, Bohot Der Lagi
QabrAsgher Ki, Banaane Mai, Bohot Der Lagihik wari sir menkoo babe da sajjad bhira milwa eh
meda vaada heh wal na rosa
menkoo piyoo mazloom deh ik wari
rukhsar zara chumwa eh
mera vaada heh wal na rosa
menkoo khaak teh neendar nahi ohndhi jada samdi haa kan dukh wende
menkoo shimmar tamache maare hin
mede rukhsar gawa eh
chow saala dee masooma deh nahi sar deh waal safaid honde
meh waang zaheefa hogay ah
gaya dukh babe da kaah eh
meh piyoo dee matam daar jeda zindan eh shaam ich mar wesa
menkoo dafan kare sajjad bhira
eho mela chola paa eh
kiya haal dasa baqir jeewi menkoo shaam dee garmi kaah gay eh
menkoo gin wanjh is zindan wicho
nahi lagdi veer hawa eh
thoo sar babe da wanjh giniya shala rath akhiya dee band theewi
jeh piyoo da sar menkoo na miliya
wal muk wesan saa eh
Hussein chup hai
Ya Hussein, HaayeHussein
Ya GhareebImam, Ya Ghareeb Ya Hussein
Ujargaya Hai Batul Ka Ghar,Hussein Chup Hai
Khuda Ki Marzi, Mai Sar Jhukaakar, Hussein Chup Hai
Ya GhareebImam, Ya Ghareeb Ya Hussein
Ujargaya Hai Batul Ka Ghar,Hussein Chup Hai
1. Ye Sabr Ki Kounsi HaiManzil, Pisar Ka Barchhi Se Chhidgaya Dil,
Woh Hass RahaaHai Sirhaane Qaatil, Ya Hussein,
Uthaaye Haatho Pe LaasheAkber, Hussein Chup Hai
Ya GhareebImam, Ya Ghareeb Ya Hussein
Ujargaya Hai Batul Ka Ghar,Hussein Chup Hai
2. Kharaa Hai Laakhon Mai Woh Akela, ChalaayeJaate Hai Teer Aadaa,
Kahin Se Barchhi Kahin Se Bhaala, Ya Hussein,
Baras Rahe Hai KahinSe Pathhar, Hussein Chup Hai
Ya GhareebImam, Ya Ghareeb Ya Hussein
Ujargaya Hai Batul Ka Ghar,Hussein Chup Hai
3. Lagaa Hai Kyun Mere DilKo Dharkaa, Lahu Se Kiske YehTar Hai Chehra,
Kahaan Hai Asgher BataayeMaula, Ya Hussein,
Sawaal Asgher Ki MaaKa Sunkar, Hussein Chup Hai
Ya GhareebImam, Ya Ghareeb Ya Hussein
Ujargaya Hai Batul Ka Ghar,Hussein Chup Hai
4. Naseeb-e-Raahib Jo Shehne Badlaa, Wahaan Pe Khaamosh KibriyaaTha,
Magar Yeh Manzar HaiKarbala Ka, Ya Hussein,
Yahaan Pe Dekar KhudaKo Akber,Hussein Chup Hai
Ya GhareebImam, Ya Ghareeb Ya Hussein
Ujargaya Hai Batul Ka Ghar,Hussein Chup Hai
5. Kahaa Ye Qaasid Ne Roke Maula, Mareez BetiKa Khat Hun Laaya,
SalaamSabko Hai Ussne Likha, YaHussein,
SalaamKa Bas, Jawaab De Kar,Hussein Chup Hai
Ya GhareebImam, Ya Ghareeb Ya Hussein
Ujargaya Hai Batul Ka Ghar,Hussein Chup Hai
6. Huwe Hai Zakhmon Se Chur Maula, BadanSe Behta Hai Khun Ka Dariya,
Kahe To Rakhdu Ulatke Duniya,Ya Hussein,
Madad Ko Aaya,Hai Ran Mai Zaafar, HusseinChup Hai
Ya GhareebImam, Ya Ghareeb Ya Hussein
Ujargaya Hai Batul Ka Ghar,Hussein Chup Hai
7. Ladhi Akele Mai Woh Ladhaayi,Duhaai Dene Lagi Khudaayi,
Sadaa Juhi Irjaee KiAayi, Ya Hussein,
Neyaam Mai, Zulfiqar Rakh Kar,Hussein Chup Hai
Ya GhareebImam, Ya Ghareeb Ya Hussein
Ujargaya Hai Batul Ka Ghar,Hussein Chup Hai
8. Hussein Gohar Yeh Jaanta Hai,Safar Ye Chouda-So Saal Ka Hai,
Sitam Jo Ab Tak WohSeh Raha Hai, Ya Hussein,
Laraaz Iss Mai Koi TohAkber, Hussein Chup Hai
Ya GhareebImam, Ya Ghareeb Ya Hussein
Ujargaya Hai Batul Ka Ghar,Hussein Chup HaiMeda Wada Hey Wal Na Rosan 4x
Bhao’n Ladli haa’n Main Babay Di 2x
O Sun Behan Di A Faryad Aey
Hay Darda’n Da Darmane Ho Sar Babay Da Miwa Dey
Hik Wari Sar Meku Babay Da Sajjad (A.s) Bhira Milwa aey Meda Wada Hay Wal Na Rosan 2x
Meku Peyu Mazloom De Hik Wari
Rukhsar Zara Chumwa Aey Meda Wada Hay Wal Na Rosan
Hik Wari Sar Meku Babay Da Sajjad (A.s) Bhira Milwa aey Meda Wada Hay Wal Na Rosan 2x
Meku Khaak Te Nendar Nai Andi Jadah Sivndi Haa’n Kan Dukh Wainday
Meku Shimmar (L.a) Tamachay Maray Hirh 2x
Meday Rukhsar Gawa’h Aey Meda Wada Aey Wal Na Rosa’n
Hik Wari Sar Meku Babay Da Sajjad (A.s) Bhira Milwa aey Meda Wada Hay Wal Na Rosan 2x
Chaow Sala’n Di Masooma De Nai Sir De Waal Safaid Honday
Main Waang Zaeefan Ho Gaiya’n 2x
Gaya Dukh Babay Da Khaa Aey Meda Wada Aey Wal Na Rosa’n
Hik Wari Sar Meku Babay Da Sajjad (A.s) Bhira Milwa aey Meda Wada Hay Wal Na Rosan 2x
Main Peyu Di Matam Daar Jadah Zindan e Shaam Ich Mar Waisa’n
Meku Dafan Kary Sajjad (A.s) Bhira 2x
Aeho Maila Choola Paa Aey Meda Wada Aey Wal Na Rosa’n
Hik Wari Sar Meku Babay Da Sajjad (A.s) Bhira Milwa aey Meda Wada Hay Wal Na Rosan 2x
Kya Haal Dasa’n Bakir Jewi Meku Shaam Di Garmi Kha Gai Aey
Meku Girrh Wanj Is Zindan Vicho’n 2x
Nai Lagdi Veer Hawa Aey Meda Wada Aey Wal Na Rosa’n
Hik Wari Sar Meku Babay Da Sajjad (A.s) Bhira Milwa aey Meda Wada Hay Wal Na Rosan 2x
Tu Sar babay Da Wanj Girrh Aah Shallah Rat Akhiyan Di Band Thirri
Jey Peyu Da Sar Meku Na Milya 2x
Wal Muk Waisar Meday Saaye Meda Wada Aey Wal Na Rosa’n
Hik Wari Sar Meku Babay Da Sajjad (A.s) Bhira Milwa aey Meda Wada Hay Wal Na Rosan 2x
Meku Peyu Mazloom De Hik Wari 2x
Rukhsaar Zara Chumwa Aey Meda Wada Aey Wal Na Rosa’n
Hik Wari Sar Meku Babay Da Sajjad (A.s) Bhira Milwa aey Meda Wada Hay Wal Na Rosan 2x
Haaye sayyada..(4)
Pehlu bhi shikasta hai turbat bhi shikasta hai..(3)
Kya haal yeh ummat ne..(2) zehra ka banaaya hai
1. Khatoon koi gham se yun choor nahi dekhi
aisi koi duniya me mastoor nahi dekhi
atthaara baras me hi lagti jo zaeefa hai
2. Darbaar mai zaalim ne ki aisi pazeeraai
kis tarha se tu bibi phir laut ke ghar aayi
baalon ki safedi ne sab haal sunaaya hai
3. Tu roti rahi ghar mai haider se bhi chhup chhup ke
ismat ki tarha dukh bhi parde mai rahe tere
kuch dard tere bibi bas jaanti fizza hai
4. Do aise janaaze hai taariki me jo utthe
bas ghar ke hi logon ne dono ko diye kaandhe
ek fatema zahra hai ek baali sakina hai
5. Marham tere zakhmon ka bibi na milaa ab tak
aulaade umayya ki baaqi hai jafaa ab tak
rone pe bhi pehra tha turbat pe bhi pehra hai
6. Mismaar tera roza ummat ne kiya jab se
baba tera rehta hai turbat pe teri tab se
kab ghumbad-e-khizra me baba tera rehta hai
7. Mehdi se koi puchhe kya uss pe guzarti hai
awaaz baqayya se jab rone ki aati hai
aankhon se lahu rokar woh bhi yehi kehta hai
8. Tasweer haqiqat ki khwaabon ko banaadije
aye bibi “takallum” ko taabir dikhaadije
matam teri turbat pe hote huwe dekha hai
9. Hasrat hai yahi maula har matami seene mein
aap aaaye to ho maatam jee bhar ke madine mein
har matami seene par likkha ye areeza hai
10. Wo karbobala ho ya mash'ad ho ke samarrah
yasrab ho najaf ho ya zindaan ka darwaza
har simt yahi bibi jaari tera girya hai
Sakina Ko Kyu Chhod Kar Jaa Rahe Hai..(4)
Kaha Roke Baqir Ne Abid Se Baba
Sakina Ko Kyu Chhod Kar Jaa Rahe Hai..(2)
Hai Baba Yahaan Par Baraa Sa Andhera
Sakina Ko Kyun Chhor Kar Jaa Rahe Hai
Kahaa Roke Baqir Ne Aabid Se Baba
Sakina Ko Kyun Chhor Kar Jaa Rahe Hai,
Kahaa Roke Baqir Ne Aabid Se Baba ...
1. Haan Dekha Hai Maine Safar Mai Yeh Manzar
Jahaan Paani Hota Tha Is Ko Mayassar
Toh Khud Apne Hisse Ka Paani Hamesha
Giraati Thi Yeh Aap Ki Bediyon Par
Mayassar Hai Ab Hamko Paani Toh Pyaasa
Sakina Ko Kyu Chhod Kar Jaa Rahe Hai
2. Jhukaaye Huwe Apna Sar Rorahi Hai
Rihaai Ki Sunkar Khabar Rorahi Hai
Tadapti Hai Dadi Rubab Aise Baba
Ke Amma Bhi Thaame Jigar Rorahi Hai
Batayenge Kya Gar Unhone Ye Puchha
Sakina Ko Kyun Chhor Kar Jaa Rahe Hai
3. Mujhe Yaad Hai Khud Yeh Kehte The Daada
Madina Hai Iss Ke Sabab Se Madina
Ke Meri Nazar Mai Woh Ghar Ghar Nahi Hai
Nazar Jis Mai Aaye Na Mujhko Sakina
Na Iss Ke Siwa Phir Basega Madina
Sakina Ko Kyu Chhod Kar Jaa Rahe Hai
4. Madina Ho Ya Shaam Karbobala Ho
Ke Bazaaro Darbaar Ka Marhalaa Ho
Sadaa Har Sitam Ham Ne Jhelaa Hai Milkar
Toh Phir Kyun Na Yeh Mere Dil Ki Sadaa Ho
Mujhe Bhi Yahin Chhod jana Ay Baba
Sakina Ko Kyu Chhod Kar Jaa Rahe Hai
5. Mujhe Aaj Yaad Aaraha Hai Woh Lamha
Giri Thi Jo Naaqe Se Ik Din Sakina
Lage Aap Ki Pusht Par Taaziyaane
Magar Aapne Qaafila Rok-ke Rakhaa
Rukaale Yuhin Qaafila Aaj Baba
Sakina Ko Kyu Chhod Kar Jaa Rahe Hai
6. Achaanak Nigaahe Padi Jo Lahad Par
Sawaalaat Phir Lab Pe Aaye Na Akbar
Sakina Ki Turbat Ko Sine Lagaaye
Padar Se Yeh Kehne Lage Roke Baqir
Samajh Mai Meri Ab Hai Baba Yeh Aaya
Sakina Ko Kyu Chhod Kar Jaa Rahe Hai..(3)
Shaam waalo
Shaam Waalo x 6
Shaam Waalo Na Sataao x 2
Kehta Tha Muhaari, GhurbatPe Hamaari, Bass Kar Na Rulaao,
Shaam Waalo Na Sataao x 3
1. Sar Chacha Ka Mere Iss Waaste Girjaata Hai,
Inko BehnoKa Khulaa SarJo Nazar Aata Hai,
Ghayoor Ke Sar Ko, Lillaah Na Logo, Neze Pe Uthaao
Shaam Waalo Na Sataao x 3
2. Haaye Kya Kya Na SitamDhaaye Hai Ham Par Tumne,
Hadd Yeh Hai Chhinli TatheerKi Chaadar Tumne,
Ab Tum Wahi Chadar, NezePe Uthaakar, Hamko Na Dikhaao
Shaam Waalo Na Sataao x 3
3. Ham Ulil-Amr Hai Shaayad YehNahi Tumko Khabar,
HamAgar Chaahe Toh Barse Abhi TumPar Patthar,
Majboor Samajhkar, Haaye Tum Aale NabiPar, Pathhar Na Giraao
Shaam Waalo Na Sataao x 3
4. Kaise Neze Pe UthaayaGaya Sar Asgher Ka,
Kaise Paamaal Kiya Ibne-HassanKa Laasha,
Yeh Zulm Ke Kisse, Mat SaamneJaake, Maao Ko Sunaao
Shaam Waalo Na Sataao x 3
5. Shaam-e-Aashur Se Yeh SoyiNahi Hai Ab Tak,
MaiToh Roya Hun Yeh Royi BhiNahi Hai Ab Tak,
Tum MaarloMujhko, Haaye Par Meri Phuphi Ko, Durre Na Lagaao
Shaam Waalo Na Sataao x 3
6. Raaste Bhar Yeh TarapteRahe Paani Ke Liye,
Tumko Maalum Nahi KabseHai Pyaase Bache,
Bacho Ko Dikhaakar,Iss Tarha Zamin Par, Paani Na Bahaao,
Shaam Waalo Na Sataao x 3
7. Aaj Batki Hai WahaanNaam Pe ZainabKe Ridaa,
Kal TaqallumWahaa Bimaar Mera Kehta Rahaa,
Yeh Aale Nabi Hai, HaayeTum Aise Na Inko, Beparda Phiraao
Shaam Waalo Na Sataao x 3