Akbar ne kaha rokar
Shabih e imam e zama(n) khechte hain
Tasawwur mei tasweere jaan khechte hain
Shabih e imam e, Kaha roo kehAkbar neh aiy dard thamjaa
Ke seene se baba sinaakhechte hain
Shabih e imam e
(Akbar neh kaha rookar aiy dard zara tham jaa, Baba mere seene se sinaa khech rahey hain)x2
1. (Aiy behtey lahu rukjaa)x2 hai wasta sughra ka
Baba mere seene se sinaa khech rahey hain
Akbar neh kaha rookar aiy dard zara tham jaa

2. Patee mere baba neh ankho(n)pe nahi bandhi
Di hai khuley aankho(n) se ran mei meri qurbani
Ai dada khaleel awo haiwaqt qayamat ka

3. Yasrab ki taraf ankheyhar dam meri rehti hai
Ab waqt bohat kamhai sansei(n) bhi ulajti hain
Qasid meri sughra kejaldi se zara aajaa

4. Akbar ki guzarish hai lillahana rad karna
Jab aap ka shewa haiduniya ki madad karna
Baba ki madad karneyaajayie ay dada

5. Dekha nahi jaayegaa aankho(n)se kabhi meri
Tarpuga agar mei to taklifunhe hogi
Ulfat ka takaza hai larzeyna badanmera

6. Armaan jo dil meihai dil meihi na dafna deh
Aisa na ho Zainabko jaa karkoi batladeh
Pyari phupi amaa(n) se bardaasht na yeh hoogaa

7. Marney ka nahi hai ghamgham hai tou bus itnaa hai
Darwzey pe muddat se bethihuwi sughra hai
Sun kar ye khabar shayadmar jaayegi woh dukhiyaa

8. Kehta tha takkllum woh himmat jomeri hoti
Khud apney hi hathoo se mei khechtayeh barchi
Taklif nahi apni haidard mujhayiss ka

Baba mere seene se sinaa khech rahey hainAmeer bhi hai ghareebbhi hai
Ameer hussain
Ghareeb hussain
(Ameer bhi haighareeb bhi hai) x2
Hussain mehboob e kibriya hai
Hussain ghurbat ki intehahai
Ameer bhi hai ghareeb bhihai
(Hussain maqsood e karbala hai)x2
Hussain mazloom e karbalahai
(Ameer bhi haighareeb bhi hai) x2
Hussain mehboob e gibriya hai
Hussain ghurbat ki intehahai
Ameer bhi hai ghareeb bhihai
1. (Ameer aisa kafan kisoghat jis keh rozey se bat rahe hai) x2
Ghareeb aisa keh khudko abtak kafan mayesar nahi huwahai
Ameer bhi hai ghareebbhi hai
Hussain Ghareeb Hussain
2. (Ameer aisa keh jiska jhula Nabi jhoolayein Ali jhoolayein) x2
Ghareeb aisa keh jiskeh bachey ka ban mei jhulabhi jal gayahai
Ameer bhi hai ghareebbhi hai
Hussain Ghareeb Hussain
3. (Ameer aisa keh rasm-e-parda dari chalihai ussi keh ghar se) x2
Ghareeb aisa keh sham o kufa meius ki hamsheer berida hai
Ameer bhi hai ghareebbhi hai
Hussain Ghareeb Hussain
4. (Ameer aisa Sakina jaisikhuda neh beti jisey ataki) x2
Ghareeb aisa ussi kehmoo par koi tamachey laga raha hai
Ameer bhi hai ghareebbhi hai
Hussain Ghareeb Hussain
5. (Ameer aisa keh jiski baba kimilkiyyat mei hai hawze kausar)x2
Ghareeb aisa keh teen din se ussi ko pani nahi milahai
Ameer bhi hai ghareebbhi hai
Hussain Ghareeb Hussain
6. (Ameer aisa ke jiskabeta, shabih-e-sardaar-e-ambhiya hai) x2
Ghareeb aisa ke wohiseene meibarchi khaaye tarap raha hai
Ameer bhi hai ghareebbhi hai
Hussain Ghareeb Hussain
7. (Ameer aisa khuda ka dee(n)jis keh dam se hai aj taksalamat) x2
Ghareeb aisa keh ran mei jis ka badan salamat nahiraha hai
Ameer bhi hai ghareebbhi hai
Hussain Ghareeb Hussain
8. (Ameer aisa keh patharoko bana dehgohar wohi takallum) x2
Ghareeb aisa keh patharomei ussika lasha chupa huwa hai
(Ameer bhi haighareeb bhi hai) x2
Hussain mehboob e gibriya hai
Hussain ghurbat ki intehahai
Ameer bhi hai ghareeb bhihai
Ameer, Hussain
Ghareeb, HussainAy sham ke logo(n)
(Mei Bint e Alihoon) x3
(Aey Sham keh logo mei bint e Ali hoon)x3
1. (Mei waris e tatheer hoon) x2
Namoos-e-nabi hoon
(Aey Sham keh logo mei bint e Ali hoon)x2
2. Bazaar se darbar mei leh aye ho muj ko
Chaho tou jala saktieehoon khutboo se mei tum ko
Sabir ki behanhoon jo meikhamosh khari hoon
(Aey Sham keh logo mei bint e Ali hoon)x2
3. Afsoos kanizi mei ussemang rahey hoo
Tum jis keh ghulamoki ghulami mei raheyhoo
Yeh zulm naho ga kabhi mei zinda abhihoon
(Aey Sham keh logo mei bint e Ali hoon)x2
4. Tum apney payambar ko agar dikhna chahoo
Nazey pe jo yeh sar haiissey ghour se dekhoo
Humshakal e payambar hai yehmei is kiphupi hoon
(Aey Sham keh logo mei bint e Ali hoon)x2
5. Aur iss se kathan waqtkya hoo gaamere mabood
Fiza keh taraf darhai darbar mei majood
Mei pusht pe fizakeh khari dekh rahe hoon
(Aey Sham keh logo mei bint e Ali hoon)x2
6. Zehra ko bhi darbarmei tum nehtha bulaya
Darbar may mei bhi hoo magar farqhai itnaa
Pardey mei thi woh aur meibe parda kari hoon
(Aey Sham keh logo mei bint e Ali hoon)x2
7. Zanjeero mei jakra joyeh beimaar khraa hai
Sajda isey kaabey kifaseelo neh kiya hai
Mansab mei barawoh hai meirishtey mei bari hoon
(Aey Sham keh logo mei bint e Ali hoon)x2
8. Zinda tha tou dardar keh hameshaahe larey hoo
Ab sar hai tou honto pechari mar rahey hoo
Tum kitney bahaddur ho mei yeh dikh rahi hoon
(Aey Sham keh logo mei bint e Ali hoon)x2
9. Honeh lagi darbar meimushtarka azanein
Rehan idhar naame nabi gunja fizza mei
(Bibi neh kahafakhr se) x2 (meijeet gayi hoon) x 3Koi ghaybat mei
(Koi ghaibat mei betha khoon keh aansoobahata hai) x2
1. Usse Zainab ka jaab bazar jana yaadata hai
(Koi ghaibat mei betha khoon keh aansoobahata hai) x2
2. (Koi ghamkhar ghaibat mei mayesar hi nahi usko) x2
(So tanhayi meihar nauha) x2 woh khud kohi sunataa hai
(Koi ghaibat mei betha khoon keh aansoobahata hai) x2
3. (Unhi galiyon mei chalchal kar jaha chalti raheZainab) x2
(Nisha(n) Zainab keh qadmo(n))x2 keh woh hathoo se mita ta hai
(Koi ghaibat mei betha khoon keh aansoobahata hai) x2
4. (Baqiyye mei sada e wahussaina ghunj uthti hai) x2
(Woh jaab bhiqabr e Zahra) x2 aa keh seenese lagata hai
(Koi ghaibat mei betha khoon keh aansoobahata hai) x2
5. (Nahi thamte hai uskiaankh se aansoo kisi soorat) x2
(Usse behsheer ka) x2 jab muskarana yaad ata hai
(Koi ghaibat mei betha khoon keh aansoobahata hai) x2
6. (Pidar ki god ki khatirsakina jab bhi roti hai) x2
(Woh loribaap ke) x2 lehjey mei betiko sunata hai
(Koi ghaibat mei betha khoon keh aansoobahata hai) x2
7. (Khayaal ata hai jab bhiparda e Zainab ka Mehdi ko) x2
(Kabhi talwar par) x2 woh haath rakhtahai hatata hai
(Koi ghaibat mei betha khoon keh aansoobahata hai) x2
8. (Woh hujjat hai ussika kaam hai iss dard kosehna) x2
(Kisi khaqi keh dilmei) x2 juanyeh gham kaab samata hai
(Koi ghaibat mei betha khoon keh aansoobahata hai) x2Sajjad ko har gham bhool gaya
bus sham mein jana yaad raha
Baaghi ka beta sun sunkar
wo patthar khana yaad raha
Kaisi shadi kaisi khushiya'n
sab bhool gaye the zainul ebaa
shabbir ki ghurbat par har pal..(2)
bus ashk bahana yaad raha
Beemar musafir khud apne
paao ke chhale bhool gaya
lekin ummat ka zainab ko..(2)
kaato'n pe chalana yaad raha
Manga tha kaneezi mein jis dum
zalim ne sakina bibi ko
par karb phuphi ka bacchi ko..(2)
pehlu mein chupana yaad raha
Baba ka zamana bhool gaya
dada ka zamana bhool gaya
abid ko faqat maa phupiyo ka..(2)
darbaar mein jaana yaad raha
Khud ne patthar khaye lekin
kuch yaad nahi sab bhool gaya
par muztar bacchi sakina ko..(2)
zalim ka satana yaad raha
Khud zanjeero'n se jakde the
ye ghum na yaad raha lekin
zindaa'n mein apni behna ki..(2)
turbat ka banana yaad raha