har aik yazeed ki gardan main daalne ke liay abhi bachay huay lanat ke haar baqi hain
aur hamara un se kabhi faisla nahi hoga
yazeed mar gaya kuch rishtedaar baqi hain

Jo nasal se yazeed ki rakhtay hain vaasta Jaltay hain aaj roza-e-Shabbir dekh kar
Aur majlis main ana is liay bidat bata diya Yaad-e-ghadeer aati hai mimbar ko dekh kar

tere nakshe qadam ke zarron se maa-o-anjum ko noor baksha
isi ke ghar ke gadagaron ne hi admi ko shaoor baksha
isi ki khatir to apne sehra ko jalwa e kohetoor baksha
jo iska ghum leke mar gaya hai khuda ne usko zaroor baksha
jo Fatima se rakhay mawadat usay na dozakh jala sakayga
jo iske ghar ko jalanay aya wo kese jannat main ja sakay ga

ye meraj ki shab kahan haath mara
ke hum se bhi pehle ke aaye huay hain
kaha dekh kar dast-e-haider nabi ne
ye bazu mere aazmaye huay hain
ke hum se bhi pehle ke aaye huay hain
kaha dekh kar dast-e-haider nabi ne
ye bazu mere aazmaye huay hain
Is Nehaj Pe Insaan Nay Socha Hi Kahan Hay?
Shabeer Zamanay Main Risaalat Ki Zubaan Hay
Yeh Abr Ka Tukda Jo Bikharta Hay Faza Main Sadaat K Jaltay Howay Kheemay ka Dhuwaan Hay
Behnay Laga Har Zulm Misal E Khas O Khashaak Zainab Teri Taqreer Bhi Ik Sail E Rawaan Hay
Shabeer Ki Awaaz Jo Goonji Sar E Maqtal Zainab Yahi Samjhii Ali Akbar Ki Azaan Hay

Hayaat lahma ba lamha karam Hussain (A.S) ka hai
Amal pay naaz nahie hai Bharam Hussain (A.S) ka hai
Atta tou kardiay Fitrus ko baal o par unsay Abhee zameen pay pehla qadam Hussain (A.S) ka hai
Yeh keh kay choor dia qaber mai farishton nay Na daingay ghum isay pehlay he ghum Hessain (A.S) ka hai
Nishaan e Sajda na takra nishaan e Matam say
Namaz parta hai yeh bhee karam Hussain (A.S) ka hai

Ay Bagh e Askari kay muqadas tareen phool
Ay Kaba e fru e Nazar qibla e usool
Aa humse kar khiraje dil o jaan kabhi usool
Teray baghair hum ko qayamat nahi qubool
Dunya na maal-o-zar na wazarat ke waastay
Hum jee rahay hain teri ziarat ke waastay

Maula kab kahan kis ki duaon ke sabab aao ge
Kis ghari ay meri umeed ke rab aao ge
kuch to beenai barhay chashme tamannah ki hazoor
Yeh batanay hi chalay aao kay kab aao ge

seerat o qaul e Payambar aik pal bhoolay nahi
Yaad hai Nad e Ali mushkil ka hal bhoolay nahi
haafza dekho hamara hum gadeer-e-khum kay baad
aaj tak haya ala kheril amal bhoolay nahi
Dil ki mehfil ko sajao Ya Ali kahnay kay baad
munkiro ka dil jalaao Ya Ali kahnay kay baad

Naad-e-Ali ka wird jo karti chali gayee
umar-e-rawan sukoon say guzar ti chalee gayee
jisnay dar-e-hussain pay sir ko jhuka diya
woh shakhsiyat jahan main ubhar ti chalee gayee
Maut aarahee thee dhekha jo lab par Ali ka naam
mujh say milay bhagair guzar ti chalee gayee

shahid e Karbala ki momino jab yaad aati hai
tarap jaati hai duniya khoon ke aansoo bahati hai

Nasle sitam hai darpaye azaar ab to aa
Phir khul rahay hain zulm kay darbar ab to aa
phir aa phir wohee dar o deewar ab to aa
Kaabe pay phir hai zulm ki yalghaar ab to aa
din dhal raha hai waqt ko taza uraan de
aa ay Imam-e-Asar haram mai azan de

Shah Ast Hussain Baadshah Hast Hussain
Deen-ast Hussain Deen-Pana Hast Hussain
Sar Dad Na Dad Dast Dar Dast-E-Yazeed
Haq-A Ke Binae La Ila Hast Hussain
Deen-ast Hussain Deen-Pana Hast Hussain
Sar Dad Na Dad Dast Dar Dast-E-Yazeed
Haq-A Ke Binae La Ila Hast Hussain
Sajday Mein Sir Katanay Ko Aakhir Kata Dia
Laikin Khuda Ke Naam Ka Danka Baja Dia Ya Hussain! Ya Hussain!

Deed Ki Gar Talaash Hai Sir Ko Jhuka Namaaz Mein
Dil Se Khudi Ko Door Ker Khud Ko Mita Namaaz Mein
Aaye Ga Tujh Ko Tab Nazar Ro-E-Khuda Namaaz Mein
Pehle Hussain Ki Tarah Sir Ko Kata Namaaz Mein

Qayamat ban kay din ashoor ka, Zainab a.s. pay aaya hai
hazaroon qatiloon kay darmiya, Zahra a.s ka jaaya hai
kya veeran aik jhoola ujara aik madar ko bata aay qaatil-e-Asghar
teray kya haath aaya hai
sada zahra a.s. ki aati thi,
utho ghazi sahara do meray baitay nay tanha laasha-e-Akbar uthaya hai

Nishan-e-lashkarai Fauj-e-Khuda Abbas Ka Percham
Shajaane Arab Ka silsila Abbas Ka Percham
Waqar-o-Azam-o-Himat Hosala Abbas Ka Percham
Sikhata hai itaat or wafa Abbas ka Percham

Ya Ali tera haseen naam acha lagta hai
Teri nisbat se humain Islam acha lagta hai
Log kehte hain tere ishq main kafir mujh ko
Aur mere dil ko yeh ilzam acha lagta hai