Samjo Zara Azmat-o-Ehsan-e-Khadija (S.A.),
Be-Misl hai Quwat-e-Eman-e-Khadija (S.A.),
Zehra (S.A.) hon ya Hasnain (A.S.) se ta Mehdi-e-Doran,
Ta Hashar he Mehke Ga Gulistan-e-Khadija (S.A.)
DOULAT TAMAM DEEN PE QURBAN KER GAIN,
MASTOOR HO K KAM WO ZEESHAN KER GAIN,
YA MADAR-E-BATOOL(A.S) HAMARA SALAM LO,
SABR-O-RAZA KO ZEEST KA SAMAN KER GAIN ".
MERI BASTIII K MUSALMAN BADE BHOLAY HAIN,,
HAQ KI BAATON SE HAIN ANJAAN BADE BHOLE HAIN,,
AE BIBI KHADIJA (S.A) TERE TUKRO PE PALNE WALE,,
BHOOL BETHE TERE EHSAAN ,,BADE BHOLE HAIN....
Kon Bhulay Bhala Paigham Khadija(as) Tera
Dil Ki Dunya pe Raqam Naam Khadija Tera
tTeri Dolat Ne Diya Deen-e-Muhammad(saww)Ko Farogh
Ab Bhi Maqrooz Hai Islam Khadija(as) Tera
Midhat Hy Jo Matlab to Unwan Buhut Hain
Izhar-e-Wafa k Liye Saman Buhut Hain
Taseer Tere Sheer Ki He KarboBala Tk
Ummat Py Khadija (sa)Tery Ehsan Buhut Hen.
Dawlat thi jis k pairun ki thokar bani sada,
Wo zaat-e-bakamaaal ba ikhlaas Khatija,
Islam jis nay paal k dunya ko daydia,
Wo mominu ki madar-e-islam Khatija,
Zikr-e-Nabi jahaan jahaan hoga jahaan main,
Hoga wahaan wahaan pay taira zikr Khatija,
Zehra ki m...aan bata gai aurat ki kya hai shaan,
Islam ki haya ki alamdaar Khatija
AISA SHARAF KISI KO JAHAAN MAIN MILA NAHIN,
SUB AURTON MAIN UN SA KOI DOOSRA NAHI,
PARKHU KISI BHI RUKH SAY NATIJA KOI BHI HU,...
AZWAAJ AUR BHI HAIN KHATIJA KOI NAHI..